Sunday, June 18, 2017

शत्रुओ पर विजय, मुकदमा जीतने के लिए, बगलामुखी मंत्र सिद्धि ! Maa Baglamukhi sadhana kaise karen |

Priya dosto,

                                   
         
      Aaj hum aapko Maa Baglamukhi ki sadhana ke vishay me batane wale hai, Maa Baglamukhi, Maa Durga ka 10va swaroop hai aur inki sadhana karne se shatruo par vijay prapt hoti hai, mukadmo me vijay prapt hoti hai, Agar aap chahte hai maa baglamukhi ko prasann karna to aaiye jante hai maa baglamukhi sadhana kis prakar karen,

Maa Baglamukhi Sadhana vidhi :-

1.Sabse pahle aap Maa Baglamukhi ki ek murti ya photo le ise aap dakshin disha ki aur ek chouki par sthapit kar le
2. Maa Baglamukhi ki sadhana me sabhi vastra peele color ke hote hai isliye aap peele vastra pahan kar sadhana karen, aasan bhi peele rang ka istemaal karen, maa ki chouki par kapda bhi peele rang ka hi istmaal karen,
3. Mantra jaap karne liye mala bhi aap haldi ki yani peele rang ki istemaal karen,
4. Tel ka deepak jalaye aur diye me batti aap pat lagaye.
5. Maa Baglamukhi Sadhna ratri me ki jati hai to aap ratri me 9Pm ke baad ka koi bhi ek nishchit samay chun le aur rojana usi samay par sadhana karen.
6. Sadhana karte samay sabse pahle diya jalane ke baad aap thoda pani hath me lakr sankalp le.
sankalp kis prakar le iske liye aap ye video dekhe :-
                  https://youtu.be/cNY9JLCQZ5I

7. मंत्र इस प्रकार है :-
ॐ ह्लीं बगलामुखि सर्वदुष्टानां  वाचं मुखं पदं स्तम्भय 
 जिह्वां   कीलय  बुध्दिं   विनाशय   ह्लीं     ॐ  स्वाहा  
8. 41 din tak aap lagatar ratri me sadhana karen
9. pratidin aap apne samarthya anusar mantra jaap ki sankhya sunnishchit kar le aur pratidin utne hi mantra jaap karen, kabhi kam aur kabhi jyada mantra jaap ese bilkul na karen,

Maa Baglamukhi bahut hi saktishali maa hai aur inki sadhan ka fal 100% milta hai. to agar chahte hai  kisi mukadme me jeet, ya fir chunav me jeet ya apne shatruo par jeet to is sadhana ko avshaya karen,

Maa Baglamukhi sadhana ke liye is video ko jarur dekhe:-

                                                  https://youtu.be/nAJeb52sJLk

Dosto agar aap chahte hai kisi prakar ki sahayata to hame comments kar sakte hai ya fir is no. 7027140920 par contact kar sakte hai.
aapka din subh ho |   Visit our Website : http://www.ultimategyan.com

Related Post : 

महामृत्युंजय मंत्र का अर्थ ,जप की सरल विधि और लाभ 
पेट कम करने के Best योगासन | सिर्फ एक महीने में पेट की चर्बी गायब |
मोटापा कम करने के जबरदस्त घरेलु उपाय
ज्वाला देवी मंदिर, 51 शक्तिपीठों में से माँ का सबसे चमत्कारिक मंदिर
भारत के ऐसे प्रसिद्ध और चमत्कारिक 10 हिन्दू मंदिर, जहाँ होती है सभी मनोकामनाएं पूरी


dhanywaad
uLtimate Gyan









Wednesday, June 14, 2017

Powerful Shabar Vashikaran Mantra | Kisi ko bhi karen apne vash me |

Priya dosto,


                  Hamare hindu dharam me mantron ka vishesh mahtav raha hai, Hamare vedo me mantra ke kai prakar bataye gye hai isme se hi ek hai Shabar mantra. Shabar mantra desi bhasha me bole gye ese mantra hote hai jinhe sidhh karne ki avashaykata nhi hoti hai, Ye mantra apne aap me hi sidhh mantra kahlate hai isiliye in mantron me bahut shakti hoti hai.
  Dosto prem kon nhi chahta, is dunia me sabhi apne prem ko pana chahte hai kintu har koi kya isme safal ho pata hai, nhi,,,, prem shabd bolne me jitna chhota hai vastvikta me prem utna hi gahra hai, Prem me haar jane vyakti toot jata hai, uska kisi bhi karya me man nhi lagta,

Aaj ham aapko ek ese Vashikaran Mantra ke vishay me batane jaa rahe hai jiske prayog se aap aapne khoye prem ko fir se paa sakte hai, Prem hi nhi is mantra ko aap kisi bhi vyakti par istemal kar sakte hai chahe vah aapka shatru hi kyon n ho vo bhi aapke vashibhoot ho jayega.  to aaiye jante hai is mantra ko kis prakar prayog karna hai.

Mantra Prayog Vidhi :- 

1.मंत्र इस प्रकार है :-

ओनो ओनो साओ |  ईमोर माम तोर पो मोर |
कोले ओ इरयम |  यदि कोणेर माया धरो | 
ओ सिद्ध |  सिध्देश्वरी माथा खाओ | 

2. Ek katori me gaay ka ghee le le aur shaam ke samay poorv(East) disha ki aur mukh karke baith jaye, ek hath me mala laker uper diye mantra ka 108 baar jaap karen. 
3. Jaise hi aap 108 mantra jaap poore karte hai uske pashchat aap us ghee me phoonk maare, uske baad 7 baar aur is mantra ka jaap kare aur har mantra ke jaap ke baad us ghee me phoonk marte jaye, to is prakar aapne us ghee me kul 8 baar phoonk maarni hai . 
4. Ab is ghee ko aap jis shtri(Female) ya purush(male) ko khilaoge vo aapke vashibhoot ho jayega. 

Is prakar ke aap koi bhi karya karte hai to poorn vishvaas ke sath karen. Aap apne karya me  jarur safal honge, ek baat ka vishesh dhyan rahe dosto is mantra ka aap galat karya ya man me kisi prakar ke dust vichar rakh kar kadapi na kare .


Thanks 
uLtimate Gyan 
Acharya S.N.Sharma 






Shatru par kaise vijay paye ? Sidhh Hanuman Shabar Mantra ke dwara | कैसा भी शत्रु हो पैरों पर आ गिरेगा ||

Priya dosto,
                   Aaj hum aapko ek ese mantra ke vishay me batane jaa rhe hai jiske uchaaran matra se aap apne shatru par vijay paa sakenge. Dosto vaise to ye ek Shabar mantra hai kintu aapko is mantra ka 5 Sanivar tak niyamit roop se 1 mala ka jaap karna hoga to aaiye aapko batate hai is mantra ko kis prakar se aap prayog kar sakte hai.

Mantra Prayog ki vidhi :-
1. Sanivar shaam ko aap asan par baithkar, hath me thoda sa jal(pani) lekar is prakar se sanklap le --hey param pita parmeshwar mai(aapka naam), gotra(apna gotra bole), apne shatru(uska naam bole) par vijay prapti hetu mantra ki ek mala ka jaap kar raha hu, muje mere karya me safalata pradan karen, esa kahte ke baad hath me liye jal ko neeche jameen par chhodte hue ye bole om shree  vishnu- om shree vishnu-- om shree vishnu.
2. Is sankalp ke baad aap is Shabar mantra ki ek mala ka jaap karen .
3. ye karya aapko Sanivar se suru karke aane wale 5ve Sanivar tak pratidin shaam ko karna hai.
4. jaise hi aapke 5 Sanivar poore ho jate hai to iske pashchat aapko ek Suksham havan karna hai jisme is mantra ki aahuti deni hai,
5.    मंत्र इस प्रकार है :-
ॐ नमो आदेश हनुमन्त का
फारि विदारि उदारि तने
हनुमान जू शत्रुन को तुम खावो
 एक न छाडहु द्रोहिन को
 जग मे जग द्रोहिन को तुम पावो
आदेश तने राजा राम का,
मेरी भक्ति  गुरु कि शक्ति
  फुरो मंत्र ईश्वरोवाचा

jaise hi aap 5 Sanivar tak aap ye karya karte hai ,,, aapka shatru apne aap prast hone lagega.
poore vishvas ke sath ye karya karen aap apne karya me safal honge esi hum kamna karte hai.

YouTube video link:-
https://youtu.be/DFchUCZ2g2o

Related Post : - 

काशी विश्वनाथ मंदिर के 10 रोचक तथ्य ! काशी विश्वनाथ ज्योतिर्लिंग सम्पूर्ण जानकारी |
भारत के 12 ज्योतिर्लिंगों में प्रथम ज्योतिर्लिंग सोमनाथ
शनि की साढ़े साती के प्रकोप को शांत करने के लिए शनिदेव के इस मंत्र का ज़प अवश्य करें |
नौकरी पाने के 10 अचूक उपाय | नौकरी पाने के प्रभावशाली टोटके |
नजर उतारने का मंत्र | बुरी नजर लगने पर इस शाबर मंत्र से उपचार करें |

Thanks 
uLtimate Gyan
Acharya S.N.Sharma